GROUP DISCUSSION TOPICS THIRD PART


GROUP DISCUSSION THIRD PART 


 

 

 


1. Jang aur Muhabbat main kya sab kuch jaaiz hai?

2. Kya larkian larkon se ziada behtar hoti hain?

3. Kya chalaki aur hoshyari se har kaam nikala ja sakta hai?

4. Zameen, zan aur daulat kya shuru se hi taqat rahe hain?

5. Makhloot nizam-e-Taleem faidamand hai ya sirf fashion?

6. Hostel ki zindagi behtar hoti hai ya ghar ki? 

7. Importance of Pakistan location in South Asia?

8. Mehngai kaise khatam ki ja sakti hai?

9. Kya stars humaari life par asar andaaz hoty hain?

10. Sharab pee kar gari chalana sahi hai ya ghalat?

11. Auraton k liye khel jaiz hain ya najaiz?

12. Madrasay ka nisab kia hona chahiye?

13. Hijab se confidence barhta hai ya nahi?

14. Kya humain aala Taleem k liye mulk se bahir jana chahiye?

15. Kya acha libas achi shakhsiyat ki pehchan hai?

16. Girlfriends aik honi chahye ya do?

17. Kya shaadi aik muasharti jaal hai?

18. Pakistan main Cricket kese wapis aa sakti hai?

19. Kya humare mulk main aala taleem aik business ban chuki hai? 

20. Kya Islamic Banking humare mulk main bhi nafiz honi chahiye?

21. Kya mulazmat pasha khwateen ko mard ki ajaara dari ka  samna karna parta hai?

22. Kya Muqabla-e-Husan ka Ineqaad Aurat ki Tazleel hai?

23. Kya Malala Yousafzai waqaii humare liye Mashal-e-raah  hain?

24. Kya bachon par sakhti unki zehni salahiyaton ko maand krti hai?

25. Agar aap school k principal hote to kya islehaat nafiz karte?

26. Kya Taaleem ka mayar buland krne k liye makhloot taleemi nizam zaroori hai?

27. Khwateen behtar organizers hain ya mard?

28. Kya Mobile Phone ka be-ja istemaal ikhlaaqi buraiyon ka baais hai?

 

Comment Your Discussion Lectures


  So, I can Review Your Lectures

 
&


  Correct Your Mistakes.

   
Need Your Prayers. 


Regards: Aswad Baloch


Contact:

+92 335 399 66 51

 

 

Comments

Popular Posts